Update TOP UP SIP क्या है? टॉप आप एसआईपी में इन्वेस्ट करके Double Return कैसे पाएं

 TOP UP  SIP क्या है? टॉप आप एसआईपी में इन्वेस्ट करके Double Return कैसे पाएं:
Dosto, ap sobko normal sip ke bare main pata honge Normal SIP me ek tay amount her month, three month ya fix date pe jama ki jati hai.agar ap normal sip ke bare main or bhi details main janna hain to a vedio watch kor sakte hain...
 guys,agr ap salary wale hain to ap ki salary main har year kuch na kuch increase hoti hain.ap us badhi hue amount ka kuch part apne sip por invest korke apna income ko ya fir khehe lijia return ko bada sakte hain.apna investment ke hisab se ek time period ke antar antar  sip amount ko increase korne ke system ko top up sip kaha jata hain.
                                         SIP ki amount ko kp aap fisdi(%) me ya ek tay amount(fixed amount) me badhwa sakte hai. Yadi aap  one thousand rupess SIP me abhi invest kar rhe hai. Lekin salary growth hone pe 500 rupees ya 5-8 % jo bhi badhwana chate hai. To TOP-UP SIP ke through jama kar sakte hai.
example ke lia...
                      start top up sip-2000 top up-500rs/year : 2018
                          2018 jan-2000
                          2018 feb-2000
                               ----------
                               ------------
                         2019jan-2500
                         2019 feb-2500
                         -----------
                        2020jan-3000
                        2020 feb-3000
                      ..................................so on
TOP–UP SIP kaise kam korte hai ?INVEST SE DOUBLE RETURN:
man lijia apne present 2018 main 5000 rs  20 year ke lia sip kia.to apko 12 % ke assume return par 20 saal ke bad apka return hoga karib 50lakh(49.46lakhs).
                  sip 5000rs-20yrs-12%R=50,00,000rs
                  Lekin aap TOP-UP SIP ke through har saal 5000 rupees ke SIP me10% amount badha te jate hai. To 20 years me apka return normal sip ke return se karib double ho jayega.. Yaha har years sirf 10% invest badhane pe apki income double badh jati hai.
     top up sip-5000rs-10%top up/yr-20 yrs-12%=100,00,000

JAN 2018-5000
DEC 2018-5000
-----------------
JAN 2019-5500(5000+5000*10%)
DEC2019-5500
-----------------
JAN 2020-3050(5500+5500*10%)
DEC2020-3050

 STOP KARNE KI SUBIDHA-TOP-UP SIP ke kai fayde hai. Apki income less ho jati hai. Ya children ke bhade hone pe family main jayde expense bh jata hai. To TOP-UP ki subidha ko bich me band kar sakte hai. Aur uske baad normal scheme ki trahe ki subhidha jari rhegi. man lijia kuch saal tak apne top up sip contineu kori aur ap sip amount 5000 se badke 9000 rs ho gaye hain.ap ko lagta hain ki age iss 9000 rs se jayda sip  contineu nahi kor sakte.To us TOP-UP ki subhidha band kara sakte hai. Aur 9000 rupees ki normal chalti rhegi.

कैसे करें top up sip:Jab aap normal SIPke liye apply karte hai. To application ke niche ek kalam me yahe option hota hai. Ki TOP-UPSIP ki subhidha lena chate hai ke nahi. Apke dawara manjuri ke baad TOP-UP ki subidha mil jati hai. Mutual fund ke field me ab jaydetar company iski subhidha dene lagi hai. Iske through aap 6 month me ya 1 years me TOP-UPSIP ke through amount badhwa sakte hai.

यह भी पढ़ें:

म्यूचुअल फंड में पैसे लगाने से पहले ये 5 बातें जरूर जान लें

इक्विटी फंड्स के प्रकार Types of Equity Funds in Hindi


To Open Account Just click Bellow-

8116860169
 subscribe my youtube channel:
tech & finance-click Here
knowledge world-Click Here


[अगर आपको यह लेख अच्छा लगा हो तो कृपया इसे फेसबुक एंव अन्य सोशल मीडिया पर जरूर शेयर करें| आपका यह प्रयास हमें और अच्छे लेख लिखने के लिए प्रेरित करेगा|
यदि आपके कोई प्रश्न हैं, तो कृपया टिप्पणी अनुभाग पर लिखें।]


Subscribe to receive free email updates:

0 Response to "Update TOP UP SIP क्या है? टॉप आप एसआईपी में इन्वेस्ट करके Double Return कैसे पाएं"

Post a Comment