Update 5 Best Investment Options In India-पैसे निवेश करने के लिए 5 शानदार तरीके

5 Best Investment Options In India:
 Sabhi Log Invest Karta Hai. Lekin Sabhi Alag Alag Reason Se Invest Karte Hai .apni lokhso ke Hisab Se Invest Karta Hai.Koi Apne Bachchon Ki Padhai Ke Kharcho Ke Liye .Koi Retirement Ke Baad Apni Jarurat Ko Pura Karne Ke Liye Bahut Se Logon Ka Invest Karne Ka Karan Lambe Samay Tak Financial Stability Banaye Rakhna Hai .ap investment korke apna wealth ko grow korne k sath anebale future ko bhi surokshit  kor sakte hain.to invest kore  to kaha kore?ajj main iss post main apko aise mere hisab se best 5 investment option bataunga,jahape ap invest korke  apna wealth ko surokhsit rakhne ke sath sath accha return bhi pa sakte hain.
1. Mutual Funds Me Investment
Agar Aap Risk Bhi Kam Chahte Hain Aur Kam Invest Me Jayde Return Lena Chahte Hain To Aap Mutual Fund Me Apni Investment Kar Sakte Hain Kyunki Pichle Kuch Samay Se Capital Market Ke Andar Mutual Fund Se Investment Bahut Jyada Matra Me Badi Hai .Kyoki Yahe Systematic Investment Plan (SIP) Ke Karan Ak Populer Investment Option Hai.ehape apna invest chota risk ke sath money grow korne main madat korega.
                iske andar chote bode sabhi investor invest kor sakte hain,sip ke dara ap mahine main 500 rs korke bhi invest start kor sakte hain.mutual fund main invest korne ke lia apko avi branch jane ke bhi jorurat nahi hain ap ghar baithe apna mobile aur laptop se direct mutual fund main invest kor sakte hain.
 agar apko janna hain ki mutual fund main invest kaise kore  to ap niche posted video jorur watch kore.

    2 . Stock Market Me Investing
Agar Apko stock market ki knowledge/skill hain yani App Thoda Sa Risk Leke Paisa Kamane Chahte Hain To Aap Stock Market Me Invest Kar Sakte Hain.Share Market Ek Aisa Tarika Hai Jaha Se Aap Bahut Hi Aasan Tarike Se Paise Bana Sakte Hai . Lekin Stock Market Ke Ander Risk Bhut Jyada Hota Hai.Isliye Share Market Me Investment Se Pahle Aapko Share Market Aapko Share Market Ke Bare Me Aachi Jankari Honi Chahiye tobhi ja kaor stock market main investment kor sakte hain..
Stock Market Ke Ander Apko Kuch Jyada Nhi Kerna Hota Hai Iske Ander ham apni mon pasand Company Ke Share Ko Kharid te hain. Jab Hum Kisi Bhi Company Ke Share Kharidte Hai To Hum Uss Company Ke Patner Ban Jate Hai .Jab Koi Company Fayde Me Jati Hai To Uss Company Ke Share Ka Bhi Rate Badh Jata Hai Lekin Jab Koi Company Ghate Me Jati Hai To Uss Company Ke Share Ka Rate Kam Ho Jata Hai. Yahi Risk Hota Hai Isliye Stock Market Me Aap Risk Ke Sath Achi return  Bhi pa sakte hain .
stock market main invest korne ke lia apko kisi stock broker(exmple-zerodha) ke dara demat aur trading account open korna hota hain jiske jariya ap trade kor sakte hain aur kharida hua stock/share ko hold korke rakh sakte hain.agr apko pata nahi ki demat aur trading account kya hain to iss post ko por lijia..
                                  Demat Account क्या ह
stcok market main invest korne ke lia demat aur trading account kaise open kore janne ke lia niche posted video jorur watch kore.
                                        
3 . Public Provident Fund (PPF)
Public Provident Fund (PPF) Lambe Samay Ki Investing Ke Liye Ek best Option Hai .Yadi Aap Kam Risk Ke Sath Investment Karna Chahte To Aap Iske Ander Investment Kar Sakte Hai.Isme Aap Ki Investment Ke Upar 8.5 % Interest Milta Hai.Or Yadi Aap Investmet Karna Chahte Hai. To Aap Apne Pas Ke Kisi Bhi Nationalized Or Private Bank Or Post Office Me PPF Account Khulwa Sakte Hai.

Aur Iske Ander Aap Kam Se Kam ₹500 Or Jyada Se Jyada ₹ 1,50,000 Kar Sakte Hai. Or Yadi Aap Ek Baar PPF Ke Andar Investment Kar Dete Hain To Wo 15 Saal Ke Liye Lock Ho Jaate Hain Aur Aap Ko Uske Upar Compound Interest Milta Rehta Hai.
          ppf ke bare main aur bhi details  main janne ke lia a video watch kore...
                                         
ppf account main invest:  sbi net banking ke dara ppf account main  invest kor sakte hain.a rahe video isko watch korke asani se invest kor sakte hain

4 . Equity Linked Savings Scheme (ELSS)
Yadi Aap apna money ko grow korne ke sath tax saving korna chate hain yani Aap Bina Tax Ke High Investment Return Lena Chahte Hain Toh Aap ELSS Me Invest Kar Sakte Hain .ELSS Ak Best Investment Option Hai .Iske Andar Apko achha Intrest Mil sakta hain. Or Isme Investment Ke Uper Tax Nhi Legta Hai .
                  isme invest korke ap yearly 1.5 lakh rs tax saving kor sakte hain, a ek best option hain wealth grow korne ke sath sath tax saving ka.
 5 . Post Office Savings Me Investment
Eh Hai Sabse Safe Best Investment Option Hai Yadi Koi Investor Acchi Investment Return Or Safe Investment Chahta Hai To Post Office Savings Ke Andar Investment Kar Sakta Hai Iske Andar Interest Rate To Thodi Si Kam Hoti Hai Lekin Risk Bilkul Bhi Nahi Hota Aur Iske Andar Continue Interest Return Milta Rehta Hai
                                               zerodha में अकाउंट ओपन कैसे करें
               Iske Andar Choti Se Choti Investment Kar Sakte Hain Aur Ek Sath Jada Investment Karne Ki Zaroorat Nahi Hai .Isliye Hai Sabhi Investor Ke Liye Yeh Hai Investment Ka Best Option Hai.
यह भी पढ़ें:


Demat Account in Hindi डीमैट खाता क्या है



8116860169

subscribe my youtube channel:
tech & finance-click Here
knowledge world-Click Here




[अगर आपको यह लेख अच्छा लगा हो तो कृपया इसे फेसबुक एंव अन्य सोशल मीडिया पर जरूर शेयर करें| आपका यह प्रयास हमें और अच्छे लेख लिखने के लिए प्रेरित करेगा|
यदि आपके कोई प्रश्न हैं, तो कृपया टिप्पणी अनुभाग पर लिखें।]













Subscribe to receive free email updates:

0 Response to "Update 5 Best Investment Options In India-पैसे निवेश करने के लिए 5 शानदार तरीके"

Post a Comment